Mohabbat Jeet Hoti Hai!
Magar Ye Har Jati Hai!
Kabhi Dil Soz Lamhun Se
Kabhi Bekar Rasmoon Se
Kabhi Taqdeer Walun Se
Kabhi Majboor Kasmoon Se
Mohabbat Jeet Hoti Hai
Magar Ye Har Jati Hai
Kabhi Ye Phool Jaisi Hai
Kabhi Ye Dhool Jaisi Hai
Kabhi Ye Chand Jaisi Hai
Kabhi Ye Dhoop Jaisi Hai
Kabhi Masroor Karti Hai
Kabhi Ye Rog Daiti Hai
Kabhi Le Par Jati Hai
Kabhi Ye Mar Jati Hai
Mohabbat Jeet Hoti Hai!
Magar Ye Har Jati!
All about Pakistan,Islam,Quran and Hadith,Urdu Poetry,Cricket News,Sports News,Urdu Columns,International News,Pakistan News,Islamic Byan,Video clips
Friday, March 30, 2012
Mohabbat phir Mohabbat hai,kabhi dil se nahin jati,
Mohabbat phir Mohabbat hai,kabhi dil se nahin jati,
Hazaron rang hain iss ke,ajab hi dhang hain iss ke;
Kabhi sehra,
Kabhi darya
Kabhi jugnu
Kabhi ansu
Hazaron roop rakhti hai,
Badan jhulsa ke jo rakh de ,kabhi wo dhoop rakhti hai.
Kabhi ban kar ye ik jugnu,shab-e-gham k andhairon mein
Dilon ko aas deti hai,kabhi manzil kinaray par............
Pyasa maar deti hai............
Aziat hi aziat hai,magar yeh bhi haqiqat hai.........
"MOHABBAT PHIR MOHABBAT HAI".........

Tum Mohabbat Bhi Mousam Ki Tarah Nibhatay Ho Kabhi Barastay Ho Kabhi Ak Boond Ko Tarsatay Ho
Tum Mohabbat Bhi Mousam Ki Tarah Nibhatay Ho
Kabhi Barastay Ho Kabhi Ak Boond Ko Tarsatay Ho
Pal Main Kehtay Ho Zamanay Main Faqat Teray Hain
Pal Main Izhaar -e- Mohabbat Say Mukar Jatay Ho
Bhari Mehfil Main Dushmano Ki Tarah Miltay Ho
Or Duaon Main Mera Naam Liye Jatay Ho
Dayaar -e- Ghair Main Mujh Ko Talash Kartay Ho
Milon Tu Pass Say Chup Chaap Guzar Jatay Ho
Laakh Mousam Ki Tarah Rang Badaltay Raho
Aaj Bhi Toot Kay Shiddat Say Humay Chahatay Ho

Muhabbat Phool Hay, Pathar nahi hay
محبت پھول ھے،پتھر نھیں ھے
مجھے رسوائیوں کا ڈر نھیں ھے
ستارے،چاندنی،مے،پھول،خوشب و
کوئی شے آپ سے بڑھ کر نھیں ھے
زمانے سے نہ کھل کے گفتگو کر
زمانے کی فضا بہتر نھیں ھے
میرا رستہ یونہی سنسان ھو گا
میرے رستے میں تیرا گھر نھیں ھے
مجھے وحشت کا رتبہ دینے والے
تیرے ھاتھوں میں کیوں پتھر نھیں ھے
محبت ادھ کھلی کلیوں کا رس ھے
محبت زہر کا ساغر نھیں ھے
نظر والو! چمک پر مر رھے ھو
ہر اک پتھر یہاں گوھر نھیں ھے
کہاں ھیں آج کل احباب"محسن"
صلیب و دار کا منظر نھیں ھے
Apne ahesas se choo kar mujhe sandal kar do Main k sadiyon se adhura hoon mukamal kar do
Apne ahesas se choo kar mujhe sandal kar do
Main k sadiyon se adhura hoon mukamal kar do
Na tumeen hosh rahe na mujhe hosh rahe
Is qadar tuut k chaho mujhe pagal kar do
Tum hatheli ko mere pyaar ki mahndi se rango
Apni aankhon main mere name ka kajal kar do
Is k saye main mere khuwab dhak utheen ge
Mere chere pe chamakta huwa aanchal kar do
dhuop hi dhuop hoon main tuut kar barsoo muj par
Is qadar barsoo meri ruh main jal thal kar do
jaise sahraoon main har sham hawa chalti hay
Is tara muj main chalo aur mujhe thal kar do
Tum chupa lo mera dil onth main apne dil ki
Aur mujhe meri nigahoon se bhi ojhal kar do
Maslah hoon to nigaheen na churao muj se
Apni chahat se tuwajho se mujhe hal kar do
Apne gham se kaho har waqt mere sath rahe
Aik ahesaan karo is ko musalsal kar do
Muj par chaa jao kisi aag ki tara janaaa
Aur meri zaat ko sokha huwa jungal kar do...
Bay zubaan logon ko Baqarar ankhoon ko
Bay zubaan logon ko
Baqarar ankhoon ko
Badnaseeb qadmoon ko
Jis tarf bhi lay jain
Rastoon ki marzi hay
Bay nishan jazeeron per
Bad guman shehroon main
Bay zubaan musafir ko
Jis tarf bhi bhatka dain
Rastoon ki marzi hay
Ajnabi koi laa kr
Hum safar bana dalain
Saath chalny waloon ki
Raakh bhi urra dalain
Ye musaaftain sari
Khaak main milla dalain
Rastoon ki marzi hay
Rook lain ya barhnay dain
Thaam lain ya girnay dain
Wasal ki lakiroon ko
Tor dain ya milnay dain
Rastoon ki marzi hay
Baqarar ankhoon ko
Badnaseeb qadmoon ko
Jis tarf bhi lay jain
Rastoon ki marzi hay
Bay nishan jazeeron per
Bad guman shehroon main
Bay zubaan musafir ko
Jis tarf bhi bhatka dain
Rastoon ki marzi hay
Ajnabi koi laa kr
Hum safar bana dalain
Saath chalny waloon ki
Raakh bhi urra dalain
Ye musaaftain sari
Khaak main milla dalain
Rastoon ki marzi hay
Rook lain ya barhnay dain
Thaam lain ya girnay dain
Wasal ki lakiroon ko
Tor dain ya milnay dain
Rastoon ki marzi hay
Hum pe ilzaam to wasey bi hay aisey bi sahi Name badnam to wasey bi hay aisey bi sahi
Hum pe ilzaam to wasey bi hay aisey bi sahi
Name badnam to wasey bi hay aisey bi sahi
Apney zakhmon ka fasana kion zamane ko sunayeen
Kion na in sahmey laboon par geet khushiyon k sajayeen
Hay thakan sanson main jaagti aankhon main
Ghum ka peygam toh wasey bi hay aisey bhi sahi
Aaj ka dam hay ganimat kal ka kia aey na aey
Koun jane k yeh jalwe pal main ho jayeen paraey
Jab talak raat chale khushiyon ki baat chale
Rouh nakkam to wasey bhi hay aisey bhi sahi
Loog milty hain jahan main kitne chare badal k
Dekh in rahoon pe chalna aey mere dil tuh sanbhal k
Waqt ne zulm kiye zindagi apne liye
Zehir ka jaam to wasey bhi hay aisey bhi sahi

Subscribe to:
Posts (Atom)