New Urdu Ghazal*Kabhi mehrban tha to kabhi anjan tha,**Mera weham tha ya wo mera guman tha,* *De kar zakham wo marham rakhta tha,* *Ban raha tha ya waqi hi itna nadan tha,* *Mujh se bichar gaya tha wo ik raat,* *Wo shakhs Jo meri pehchan tha, *Kash k wo mil jate hum ko humdam,* *Kitna is dil ko is baat ka armaan tha,* *KHUDA ko chahtey to kuch mil jata,* *Hum ne chaha jis ko wo to ek insan tha??? Poetry & Urdu Ghazal Short Urdu Ghazal
Dil udhaas hai bahut koyi paigaam hi likh do
Tum apna naam na likho, gum-naam hi likh do Meri qismat mein gham-e-tanhayi hai lekin Tamaam umr na likho magar ek shaam hi likh do Zuroori nahi ki mil jaaye sukoon har kisi ko Sare-e-bazm na aao magar benaam hi likh do Ye jaanta hoon ki umr bhar tanha mujhko rehna hai Magar pal do pal, ghadi do ghadi, mere naam hi likh do Chalo hum maan lete hai ke sazaa ke mustahiq thahre hum Koyi enaam na likho koyi ilzaam hi likh do (posted in Urdu Ghazal) Free Urdu Ghazalaa.Nkhe.n merii talavo.n se mal jaaye to achchhaahai hasrat-e-paa-bos nikal jaaye to achchhaa [paa-bos=kissing the feet;] jo chashm ke be-nam ho.n, vo ho kor to bahatar jo dil ke ho be-daaG, vo jal jaaye to achchhaa [kor=sightless;] furqat me.n terii taar-e-nafas siine me.n mere kaa.NTaa saa khaTakataa hai, nikal jaaye to achchhaa [furqat=separation; taar-e-nafas=here it implies pain like needles pricking] vo subah ko aaye to karuu.N baate.n mai.n do-pahar aur chaahuu.N ke din tho.Daa sa Dhal jaaye to achchhaa Dhal jaaye jo din bhii to isii tarah karuu.N shaam aur chaahuu.N ke gar aaj se kal jaaye to achchhaa jab kal ho to phir vahii karuu.N kal kii tarah se gar aaj ka din bhii yuu.N hii Tal jaaye to achchhaa al-qissaa nahii.n chaahataa mai.n, jaaye vo yaa.N se dil usakaa yahii.n garache bahal jaaye to achchhaa [al-qissaa= in short] |
I use LUX
|
An Elephant meets an Ant.
Elephant:
Tumhari umer kitni hei? Ant: 25 saal. Elephant: 25 saal or itni choti? Ant: I use LUX. Meri beauty se meri age ka pta hi nahi chlta. And ur age.? Elephant: 5 saal. Ant: 5 saal or itne barey? Elephant: NIDO jo peeta hoon. . . . :- |
No comments:
Post a Comment