"Best of Iqbal"
Goongi Ho Gai Aaj kuch Zuban kehty kehty,
Hichkicha Gya Main khud ko Musalman kehty kehty,
Ye baat Nahi k Muj ko us Par yaqeen Nahi,
Bas Dar Gya khud ko saheb-e-Imaan kehty kehty,
Tofeq Na hoi Mujhy Ek waqt ki Namaz ki,
Aur Chup Hoa Moazan Aazaan kehty kehty,
Kisi kafir Ne jo Poocha k ye kia Hay Maheena,
Sharam se pani hoa Main Ramzan kehty kehty,
Mere SHELF Main Gard se Atki kitaab ka Jo Poocha,
Main Garh Gya Zameen Main Quran kehty kehty,
Ye sun k Chup sadh Li "IQBAL" Us Ne,
Yoon laga jese ruk gaya ho mujhay Hewaan kehty kehty_

No comments:
Post a Comment