Sunday, November 28, 2010

Wafa ruswa nahi karna


"Wafa ruswa nahi karna...
Suno aisa nahi karna,
Mai pehle hi akela hu
Muje tanha nahi karna,
Judai AA b jaye to
Ye dil chota nahi karna, 



Bohat musroof ho jana

Muje socha nahi karna,


Barosa b zarori hai

Magar sub ka nahi karna, 


Muqadar to muqadar hai

Kabi shikwa nahi karna,


Meri takmeel tum se hai

Muje adha nahi karna


Suno aisa kabhi spane me bhi

Soocha nahi 
karna." 

********

No comments:

Post a Comment