Showing posts with label Urdu Poetry. Show all posts
Showing posts with label Urdu Poetry. Show all posts

Sunday, January 8, 2012

‎"Best of Iqbal"

‎"Best of Iqbal"
Goongi Ho Gai Aaj kuch Zuban kehty kehty,

Hichkicha Gya Main khud ko Musalman kehty kehty,

Ye baat Nahi k Muj ko us Par yaqeen Nahi,

Bas Dar Gya khud ko saheb-e-Imaan kehty kehty,

Tofeq Na hoi Mujhy Ek waqt ki Namaz ki,

Aur Chup Hoa Moazan Aazaan kehty kehty,

Kisi kafir Ne jo Poocha k ye kia Hay Maheena,

Sharam se pani hoa Main Ramzan kehty kehty,

Mere SHELF Main Gard se Atki kitaab ka Jo Poocha,

Main Garh Gya Zameen Main Quran kehty kehty,

Ye sun k Chup sadh Li "IQBAL" Us Ne,

Yoon laga jese ruk gaya ho mujhay Hewaan kehty kehty_

Tuesday, November 15, 2011

Best OF Allam Iqbal

ASalamo Alikum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuh

Forwarded as Received:-

BEST OF ALLAMA IQBAL
When I Go To The West I See Islam Without Muslims.
But
When I Come Back To The East I See Muslims Without Islam
"ALLAMA IQBAL"

Sunday, July 3, 2011

Faseel-e-Jism Pe Taaza ....

Faseel-e-Jism Pe Taaza ....

Faseel-e-Jism Pe Taaza Laho Key Cheentey hein.

Hadood-e-Ishq Se Aagey Nikal Gaya Hai Koi.

Tamanna Hai Mere Dil Ki k

Tamanna Hai Mere Dil Ki k ....

Tamanna Hai Mere Dil Ki k Mein Hun Or Bus Wo Ho……..

Yeh Wo Hasrat Hai , Jis Hasrat Pe, Khud Hasrat ko Hasrat Hai

Meray kam-sukhan ka yeh

Meray kam-sukhan ka yeh

Meray kam-sukhan ka yeh hukm tha, keh kalam us say main kam karoon

Meray hont aisay silay keh phir, meri chup nay us ko rula diya

khirrkiyaan band mili

Khirrkiyaan Band Mili 

khirrkiyaan band mili ,rastEy sunsaaan miley..............

humey apni aankh0 ki tarah , shehar bhe veeran miley

Uss k HonTooN ka tabasum

 Uss k HonTooN ka tabasum

 Uss k HonTooN ka tabasum Rahey Qayam Yaa Rab !
Uss k Jeevan mieN KhushiyooN ka Basaira kar dey ... 
:
:
Tu Merey Qarb ki raatooN ko BhaRa ley .. khatam Nah Kar ... 
Uss ki har Shaam k Aakhir mieN Savaira kar dey ... 
:
:
Uss k Dill k kissi konay mieN Jagah dey Mujh ko ...
Uss ki AankhooN koo Merey sapnooN se Khairaa kar dey ... 
:
:
Yeh Merey Dill ki Dua Hai ... Merey Moula ! Sun ley .... 
Saari Duniya Se Chupa kar Ussey Mera kar dey .... !

Tuesday, June 14, 2011

Urdu Ghazal

New Urdu Ghazal

*Kabhi mehrban tha to kabhi anjan tha,*
*Mera weham tha ya wo mera guman tha,*
*De kar zakham wo marham rakhta tha,*
*Ban raha tha ya waqi hi itna nadan tha,*
*Mujh se bichar gaya tha wo ik raat,*
*Wo shakhs Jo meri pehchan tha,
*Kash k wo mil jate hum ko humdam,*
*Kitna is dil ko is baat ka armaan tha,*
*KHUDA ko chahtey to kuch mil jata,*
*Hum ne chaha jis ko wo to ek insan tha???
Poetry & Urdu Ghazal

Short Urdu Ghazal

Dil udhaas hai bahut koyi paigaam hi likh do
Tum apna naam na likho, gum-naam hi likh do
Meri qismat mein gham-e-tanhayi hai lekin
Tamaam umr na likho magar ek shaam hi likh do
Zuroori nahi ki mil jaaye sukoon har kisi ko
Sare-e-bazm na aao magar benaam hi likh do
Ye jaanta hoon ki umr bhar tanha mujhko rehna hai
Magar pal do pal, ghadi do ghadi, mere naam hi likh do
Chalo hum maan lete hai ke sazaa ke mustahiq thahre hum
Koyi enaam na likho koyi ilzaam hi likh do (posted in Urdu Ghazal)

Free Urdu Ghazal

aa.Nkhe.n merii talavo.n se mal jaaye to achchhaa
hai hasrat-e-paa-bos nikal jaaye to achchhaa
[paa-bos=kissing the feet;]
jo chashm ke be-nam ho.n, vo ho kor to bahatar
jo dil ke ho be-daaG, vo jal jaaye to achchhaa
[kor=sightless;]
furqat me.n terii taar-e-nafas siine me.n mere
kaa.NTaa saa khaTakataa hai, nikal jaaye to achchhaa
[furqat=separation; taar-e-nafas=here it implies pain like needles pricking]
vo subah ko aaye to karuu.N baate.n mai.n do-pahar
aur chaahuu.N ke din tho.Daa sa Dhal jaaye to achchhaa
Dhal jaaye jo din bhii to isii tarah karuu.N shaam
aur chaahuu.N ke gar aaj se kal jaaye to achchhaa
jab kal ho to phir vahii karuu.N kal kii tarah se
gar aaj ka din bhii yuu.N hii Tal jaaye to achchhaa
al-qissaa nahii.n chaahataa mai.n, jaaye vo yaa.N se
dil usakaa yahii.n garache bahal jaaye to achchhaa
[al-qissaa= in short]
I use LUX

An Elephant meets an Ant.
Elephant:
Tumhari umer kitni hei?
Ant: 25 saal.
Elephant:
25 saal or itni choti?
Ant:
I use LUX.
Meri beauty se meri age ka pta hi nahi chlta.
And ur age.?
Elephant:
5 saal.
Ant:
5 saal or itne barey?
Elephant:
NIDO jo peeta hoon. . . . :-